Ali Mirza ko Dawat e Islah - KASHAF ILHAM MUHADAS SHARAHH SADAR KALAM -Sahaba Aslaf AUR Ahadees
31-May-2022 —
3 years ago
Share
Engineer Muhammad Ali Mirza ko Dawat e Islah - KASHAF ILHAM MUHADAS SHARAHH SADAR KALAM e Ilahi with Gair e Nabi -Sahaba Aslaf AUR Ahadees ki Roshni Mai Maulana Ishaq Ra ka Ilmi lecture.....
Summary of Maulana ishaq Opinion:
Maulana Ishaq RA ka wohi aqeeda tha jo kay muhadisseen ka tha, Imam Ibn Hajr, Imam Ibn Taiymiyya, Imam Ibn Qayim, Imam Shoqani ka.
Note: Wahi/kalaam say muraad anbiya waali wahi nahi hai - na nazool-e-ayat aur na nazool-e-ahkam-e-shariat hai. Kashf Kee examples jo maulana sahib nay pesh kee hain, wohi hain jin ko EMAM SHARAH-SADR kehtay hain.
1. Ghayr nabi ko Kashf/ilham/wahi/kalaam/SHARAH-SADR (Tafheem - Tehdees - Mukalam - Mufaham), karaamat jaari/possible hai.
2. Ye faiz kisi NABI aur wali kay control main nahi (Jab ALLAH chahay to ilm/karamat deta hai) - Kashf-o-karamat ka izhar har waqt ya kissi kee marzi say nae hota.
3. Kashf/ilham/SHARAH-SADR aur karamat deen main hujjat nahi (na uss shakhs per na kisi doosray per).
4. Ghayr-nabi ko Kashf/ilham/wahi/kalaam/SHARAH-SADR aanay say koi NABI nahi ban jaata.
5. Ibn Arabi kee sirf itnee baat say woh mutaffiq hain kay iss ummat main bhi kuch aisay baa-amal aur baa-kamaal ulema/log hon gay jo qiyamat kay roz anbiya kee saff main ho gay. Duniya main na unko pata chalay ga na kisi aur ko kay uss ka kya martaba hai. Duniya main iss ka koi izhar nahi ho ga. Ye roz-e-qiyamat pata chalay ga. (Nabuwat min ghayr-e-tashreeh say yeh muraad lee hai maulana ishaq RA nay)
Jo "Annabuwat daima" ka zikr hai us say murad "faiz-e-nabuwat" hai, jis say murad kashf/ilham/wahi/kalaam, karaamat aur ijtihad hai.
Complete Playlist: https://youtube.com/playlist?list=PLH3gvuJis52Ns8GB9OpTS4rG18DK-Om68

Related Videos
Christianity Saint Paul Kashaf Ilaham , Surah Ikhlas || Sheikh ul islam Maulana Ishaq
01-Nov-2025 —
4 months ago
Buzdil aadmi ka kaam khuda ke raastay ki taraf dawat dena nhi hai - Maulana Maududi
11-Sep-2025 —
5 months ago
Nooh a.s Dawat e Touheed Azab, Aulia related Shirk faraib • Khutbat e Touheed Ep 06 • Maulana Ishaq
09-Jan-2025 —
1 year ago
Dawat e Deen Ka kaam karney wale log | Dr Zakir Naik Controversy | Brother Kashif Ali
13-Oct-2024 —
1 year ago
Podcast With Brother Kashif Ali On Tasawauf, Ghamdiat, Er Ali Mirza | @MuhammadTalhaAlviOfficial
07-Aug-2024 —
1 year ago
Imam Hussain A.S ka ilm | Kashaf aur iske Aqsam | Khutba Juma | Brother Kashif Ali
02-Aug-2024 —
1 year ago
Javed Ahmed Ghamidi Waheed ud din khan • Molana Islahi sb • Sheikh ul Islam Maulana Muhammad Ishaq
23-May-2024 —
1 year ago
Deobandi Brelvi Firqa Wariat • Allama Ehsan Elahi zaheer Engineer Muhammad Ali Mirza Dawat e Islah
16-May-2024 —
1 year ago
Apni islah k liye kya zroori hai
05-Jan-2024 —
2 years ago