Mubashiraat - Kashf - Ilham - Khwab - Ziarat Kee Sharee Haisiat aur Sufia - ALI MIRZA -Maulana ishaq
02-Jun-2022 —
3 years ago
Share
Mubashiraat - Kashf - Ilham - Khwab Kee Sharee Haisiat aur Sufia ENGINEER MUHAMMAD ALI MIRZA
Maulana Ishaq RA ka wohi aqeeda tha jo kay muhadisseen ka tha, Imam Ibn Hajr, Imam Ibn Taiymiyya, Imam Ibn Qayim, Imam Shoqani ka.
Note: Wahi/kalaam say muraad anbiya waali wahi nahi hai - na nazool-e-ayat aur na nazool-e-ahkam-e-shariat hai. Kashf Kee examples jo maulana sahib nay pesh kee hain, wohi hain jin ko EMAM SHARAH-SADR kehtay hain.
1. Ghayr nabi ko Kashf/ilham/wahi/kalaam/SHARAH-SADR (Tafheem - Tehdees - Mukalam - Mufaham), karaamat jaari/possible hai.
2. Ye faiz kisi NABI aur wali kay control main nahi (Jab ALLAH chahay to ilm/karamat deta hai) - Kashf-o-karamat ka izhar har waqt ya kissi kee marzi say nae hota.
3. Kashf/ilham/SHARAH-SADR aur karamat deen main hujjat nahi (na uss shakhs per na kisi doosray per).
4. Ghayr-nabi ko Kashf/ilham/wahi/kalaam/SHARAH-SADR aanay say koi NABI nahi ban jaata.
5. Ibn Arabi kee sirf itnee baat say woh mutaffiq hain kay iss ummat main bhi kuch aisay baa-amal aur baa-kamaal ulema/log hon gay jo qiyamat kay roz anbiya kee saff main ho gay. Duniya main na unko pata chalay ga na kisi aur ko kay uss ka kya martaba hai. Duniya main iss ka koi izhar nahi ho ga. Ye roz-e-qiyamat pata chalay ga. (Nabuwat min ghayr-e-tashreeh say yeh muraad lee hai maulana ishaq RA nay)
Jo "Annabuwat daima" ka zikr hai us say murad "faiz-e-nabuwat" hai, jis say murad kashf/ilham/wahi/kalaam, karaamat aur ijtihad hai.
Ali mirza
engineer Muhammad Ali mirza
#khatmenabuwat
#maulanaishaq
#engineermuhammadalimirza
#abuyahyanoorpuri

Related Videos
Mairaj Khwab , Shaq e Sadar aur 50 Namzain Mairaj • khutbat Serat Un Nabi ﷺ Ep#07 || Maulana ishaq
13-Feb-2025 —
1 year ago
Mairaj aur Allah ka Deedar khwab ya Bedari • khutbat Serat Un Nabi ﷺ Ep#06 || Maulana ishaq
05-Feb-2025 —
1 year ago
Rasool ALLAH S.A.W. kee Khwab main Ziarat - Kashf - Ilham - Sharee Haisiat - Maulana Ishaq
03-Aug-2022 —
3 years ago
Ali Mirza ko Dawat e Islah - KASHAF ILHAM MUHADAS SHARAHH SADAR KALAM -Sahaba Aslaf AUR Ahadees
31-May-2022 —
3 years ago
KASHF ILHAM KAMALAT E NABUWAT - Sunnat , Sahaba, AUR Ummat e muslimah- Maulana Ishaq (ILMI ARGUMENT)
13-Mar-2022 —
3 years ago
Kashaf Ilham AUR Sufia - Ilm e Hadees per Ahle Kashf ko dawat e Islah || Maulana Ishaq
09-Mar-2022 —
4 years ago
Wahi aur Iski Iqsam | Masla Kashaf o Ilham aur Nabuwat | Qadiyani Aitraaz | Maulana Ishaq Madni R.A
01-Mar-2022 —
4 years ago
Wahi AUR Iski Iqsam -Masla Kashaf Ilham AUR Nabuwat - Qadiani Aitraz || Maulana Ishaq Urdu
01-Mar-2022 —
4 years ago
Ibne Arbi r.a kay Khwab Mai Rasool Allah (saww) nay Aa ker kya bola? Maulana ishaq & wahdat e ummat
15-Dec-2021 —
4 years ago